SEARCH RESULTS
Showing search results for "लाडली"
Ghazal MATCHES FOR "लाडली"
Ghazal
ai laaDlii bachchii merii baabaa tere sadqe
sau rang mire ghar me.n tuu le kar hai padhaarii
Ali Sajid
Ghazal
vo sambhal sambhal ke uThaa rahii hai har ik qadam
mirii laaDlii ne jo o.Dh lii mirii o.Dhnii
Farhat Zahid
Ghazal
dard kaa kaisaa rishta hai shahnaa.ii se
laaDlii beTii puuchh rahii hai maa.ii se
Khursheed Ahmad Malik
Ghazal
jis ne ta.Daptii laaDlii buu.Dhe ko bech dii
tum us Gariib-e-shahr kii haajat pe raa.e do
Zarrin Munavvar
Ghazal
laaDlii beTii hai zid kartii hai ro detii hai
god me.n jab bhii humaktii hai sadaa-e-ehsaas
Usha Bhadoriya
Ghazal
chhalkaa.e hu.e chalnaa KHushbuu lab-e-laalii.n kii
ik baaG saa saath apne mahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
aa.nkho.n se mirii is liye laalii nahii.n jaatii
yaado.n se ko.ii raat jo KHaalii nahii.n jaatii
Wasi Shah
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
na maa.nguu.n baada-e-gul-guu.n se bhiik mastii kii
agar tire lab-e-laalii.n miraa ye kaam kare.n