SEARCH RESULTS
Showing search results for "लेता"
Ghazal MATCHES FOR "लेता"
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n shahr kii raunaq me.n gum ho ke bahut KHush thaa
ik shaam bachaa letaa ik roz to ghar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
baazuu hai.n yaa do patvaare.n naav pe rakkhii hai.n
lahre.n letaa dariyaa dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyuu.n mirii shakl pahan letaa hai chhupne ke liye
ek chehra ko.ii apnaa bhii KHudaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
mere ash.aar vo sun sun ke maze letaa rahaa
mai.n usii se huu.n muKHaatib vo ye samjhaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mai.n qatra ho ke bhii tuufaa.n se ja.ng letaa huu.n
mujhe bachaanaa samundar kii zimmedaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ye ajab saa.at-e-ruKHsat hai ki Dar lagtaa hai
shahr kaa shahr mujhe raKHt-e-safar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
nahii.n ki tere ishaare nahii.n samajhtaa huu.n
samajh to letaa huu.n saare nahii.n samajhtaa huu.n