SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ए-तन्हाई"
Ghazal MATCHES FOR "शब-ए-तन्हाई"
Ghazal
puuchhte kyaa ho jo haal-e-shab-e-tanhaa.ii thaa
ruKHsat-e-sabr thii yaa tark-e-shakebaa.ii thaa
Shibli Nomani
Ghazal
be-KHud aisaa kiyaa KHauf-e-shab-e-tanhaa.ii ne
subah se sham.a jalaa dii tire saudaa.ii ne
Manzar Lakhnavi
Ghazal
naam badnaam hai naahaq shab-e-tanhaa.ii kaa
vo bhii ik ruKH hai tirii anjuman-aaraa.ii kaa
Fani Badayuni
Ghazal
aafat shab-e-tanhaa.ii kii Tal jaa.e to achchhaa
ghabraa ke jo dam aaj nikal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
aaj kuchh yuu.n shab-e-tanhaa.ii kaa afsaana chale
raushnii sham.a se dil dard se begaana chale
Anwar Moazzam
Ghazal
yaado.n kaa jaziira shab-e-tanhaa.ii me.n
masruuf hai yaado.n kii paziiraa.ii me.n
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
'shaan' ab ham ko to aksar shab-e-tanhaa.ii me.n
nii.nd aatii nahii.n aur KHvaab nazar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kyaa teraa mudaavaa ho dard-e-shab-e-tanhaa.ii
chup rahiye to barbaadii kahiye to gilaa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
ham nikal aa.e bahisht-e-shab-e-tanhaa.ii se
aur kuchh log hijaabo.n se nikal aa.e hai.n
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
zehn me.n yuu.n tirii yaado.n ke nashe lahraa.e
ban gayaa giit sukuut-e-shab-e-tanhaa.ii bhii
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
dekho ki rauzan-e-shab-e-tanhaa.ii khol kar
aa.nkho.n ke aabshaar ko taktii hai KHaamushii
Shafaq Sopori
Ghazal
saamne umr pa.Dii hai shab-e-tanhaa.ii kii
vo mujhe chho.D gayaa shaam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
kaan bajte hai.n sukuut-e-shab-e-tanhaa.ii me.n
vo KHamoshii hai ki ik hashr bapaa ho jaise