SEARCH RESULTS
Showing search results for "शम-ए-फ़रोज़ाँ"
Ghazal MATCHES FOR "शम-ए-फ़रोज़ाँ"
Ghazal
KHvaahish-e-sham'-e-farozaa.n se pareshaa.n na hu.aa
dil qanaa'at ke karam se tahii-daamaa.n na hu.aa
Kausar Parveen Kausar
Ghazal
aks-e-ummiid ko ham sham-e-farozaa.n samjhe
gardish-o-barq-o-sharar raqs-e-bahaaraa.n samjhe
Zubair Irtaza
Ghazal
daaG-e-dil daaG-e-jigar sham-e-farozaa.n ho gayaa
un ke aate hii mire dil me.n charaaGaa.n ho gayaa
Fazil Kashmiri
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
jo mo'atabar hu.aa hai nigaah-e-jamaal me.n
mahv-e-tavaaf-e-sham-e-farozaa.n na thaa kabhii
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
is sham-e-farozaa.n ko aa.ndhii se Daraate ho
is sham-e-farozaa.n ke parvaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
apnii hii aag me.n jalne kii qasam khaa.ii hai
KHvaahish-e-sham-e-farozaa.n na tujhe hai na mujhe
Sultan Ghauri
Ghazal
sham-e-farozaa.n kii suurat alfaaz hai.n 'KHaalid' jii
lahja ye jaanaa-pahchaanaa achchhaa lagtaa hai
M. J. Khalid
Ghazal
liije fanaa kaa dars pata.ngo.n kii KHaak se
aasaa.n nahii.n hai sham-e-farozaa.n kii justujuu
Shabnam Kamali
Ghazal
paas aane bhii na deve kabhuu parvaane ko
dekh le haal agar sham-e-farozaa.n meraa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
jo haadsaat kii aa.ndhii me.n bhii rahe raushan
mai.n aisii sham-e-farozaa.n talaash kartaa huu.n
Shams Itawi
Ghazal
taKHta-e-laala kii har sham-e-farozaa.n jaane
kis bhulaave me.n mujhe dekh ke lahraa.ii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
ham ko nahii.n hai fikr kisii baat kii 'niyaaz'
taariikiyo.n me.n sham-e-farozaa.n kii fikr hai
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
pur-daaG meraa dil rahaa bazm-e-nashaat me.n
aayaa hazaar sham-e-farozaa.n liye hu.e
Shahzadi Kulsum
Ghazal
jab muqaddar me.n a.ndheraa likh diyaa tuu ne KHudaa
kaun dekhegaa bataa sham-e-farozaa.n kii taraf
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
biite hu.e dino.n kii faqat yaad rah ga.ii
mahfuuz dil me.n sham’-e-farozaa.n hai aur ham
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
fikr kii sham'-e-farozaa.n hai a.ndhere me.n abhii
dosh par mere salaamat hai abhii sar meraa
Nazmi Sikandrabadi
Ghazal
apnii hii aag me.n ab to use jalnaa hogaa
ko.ii parvaana nahii.n sham'-e-farozaa.n ke qariib
Zia Khurjavi
Ghazal
maGruur na ho husn pe a sham-e-farozaa.n
parvaane kii aa.nkho.n me.n ko.ii aur ziyaa hai