SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहादत-नामा-ए-इश्क़"
Ghazal MATCHES FOR "शहादत-नामा-ए-इश्क़"
Ghazal
us ko mai.n hijr kaa unvaan banaa kar pa.Dhtaa
naama-e-ishq me.n halkaa saa ishaara hotaa
Muntazir Qaimi
Ghazal
na ghar sukuun-kada hai na kaarKHaana-e-ishq
magar ye ham hai.n ki likhte rahe hai.n naama-e-ishq
Abid Wadood
Ghazal
naGma-e-ishq-e-butaa.n aur zaraa aahista
zikr-e-naazuk-badanaa.n aur zaraa aahista
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ba-naam-e-ishq ik ehsaan saa abhii tak hai
vo saada-lauh hame.n chaahtaa abhii tak hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
bhuul kar hargiz na lete ham zabaa.n se naam-e-ishq
gar nazar aataa hame.n aaGaaz me.n anjaam-e-ishq
Zaheer Dehlvi
Ghazal
naGma-e-ishq sunaataa huu.n mai.n is shaan ke saath
raqs kartaa hai zamaana mire vijdaan ke saath
Shakeel Badayuni
Ghazal
ba-naam-e-ishq yahii ek kaam karte hai.n
ye zindagii kaa safar us ke naam karte hai.n
Tariq Naeem
Ghazal
dil ko ba-naam-e-ishq sajaanaa pa.Daa hame.n
phir ik fareb dil me.n basaanaa pa.Daa hame.n
Ahmed Nisar
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
siyaah naama-e-a.amaal ik bahaana thaa
kisii tariiqe se maqsad mujhe jalaanaa thaa
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
ba-naam-e-ishq Gam-e-mo'tabar zaruurii hai
hayaat ke liye ko.ii hunar zaruurii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik saa.nvle badan se mohabbat qubuul kar
ai rabb-e-ishq dil kii shahaadat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
Gunche mizaaj-e-'ishq pe kaste hai.n phabtiyaa.n
gul hii gavaah ho.nge shahaadat hazaar tak