SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाम-ए-ग़म"
Ghazal MATCHES FOR "शाम-ए-ग़म"
Ghazal
Nazir Siddiqi
Ghazal
maayuus-e-shaam-e-Gam tujhe is kii KHabar bhii hai
taariikiyo.n kii aa.D me.n nuur-e-sahar bhii hai
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
tishnagii aavaargii KHaana-KHaraabii bekalii
hai bahut vus'at liye ye KHaandaan-e-shaam-e-Gam
Nazr Fatmi
Ghazal
naqiib-e-sub.h to the ham rahiin-e-shaam-e-Gam nikle
ba.De jhuuTe tire va.ade tire qaul-o-qasam nikle
Mohammad Ali Taj
Ghazal
shaam-e-Gam aaj zaraa aise manaa lii jaa.e
be-sabab ek Gazal aur sunaa lii jaa.e
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Hasrat Shadani
Ghazal
kuchh ehtimaam na thaa shaam-e-Gam manaane ko
havaa ko bhej diyaa hai charaaG laane ko
Imran Aami
Ghazal
mirii shaam-e-Gam ko vo bahlaa rahe hai.n
likhaa hai ye KHat me.n ki ham aa rahe hai.n
Akhtar Shirani
Ghazal
savaal dil kaa shaam-e-Gam ko aur udaas kar gayaa
tire vajuud me.n jo ek mai.n thaa vo kidhar gayaa
Hameed Naseem
Ghazal
shaam-e-Gam yaad hai kab sham.a jalii yaad nahii.n
kab vo ruKHsat hu.e kab raat Dhalii yaad nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaam-e-Gam hai tirii yaado.n ko sajaa rakkhaa hai
mai.n ne daanista charaaGo.n ko bujhaa rakkhaa hai
Muzaffar Razmi
Ghazal
shaam-e-Gam yaad nahii.n sub.h-e-tarab yaad nahii.n
zindagii guzrii hai kis tarah ye ab yaad nahii.n
Zuhair Kanjahi
Ghazal
nuur-e-sahar kahaa.n hai agar shaam-e-Gam ga.ii
kab iltifaat thaa ki jo KHuu-e-sitam ga.ii