SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाम-ए-तमन्ना"
Ghazal MATCHES FOR "शाम-ए-तमन्ना"
Ghazal
jab tak charaaG-e-shaam-e-tamannaa jale chalo
do-chaar hii qadam hai ye rasta chale chalo
Farhat Shahzad
Ghazal
ai shaam-e-shahr-e-tamanna mirii gavaahii de
mai.n kaise kaise na uj.Daa mirii gavaahii de
Misam Haidar
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
tire KHayaal kaa jab sehn-e-dil me.n chaa.nd khile
udaas shaam ko manzar saa kuchh nayaa bhii de
Sham Rizvi
Ghazal
is arz-e-tamannaa me.n kise chain milaa hai
dil ne magar is KHauf se hijrat nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
Ghazal
'shaam' ye raushnii ye rang ke phaile hu.e jaal
ik zaraa un ke tilismaat me.n aa.e.n to sahii
Mahmood Shaam
Ghazal
ham ko be-raunaqii-e-shaam-e-tamannaa tasliim
aap kii sub.h bhii maa.nge kaa diyaa lagtii hai
Nazim Sultanpuri
Ghazal
ab kisii rahbar-e-manzil kii tamannaa bhii nahii.n
mai.n akelaa huu.n musaafir mirii manzil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
ik ik palak pe chhaa.ii hai mahruumiyo.n kii shaam
zabt-e-suKHan kii aag me.n jalte labo.n ko dekh
Mahmood Shaam
Ghazal
mai.n huu.n shikaar-e-fitna-e-ehsaas-e-ra.ng 'shaam'
kis tarah ek jism kii taqsiim ho ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
hazaar KHaam thii phir bhii mirii umiid 'kamal'
shabaab-e-shaam-e-tamannaa nikhaar aa.ii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
charaaG-e-shaam-e-tamannaa kaa rang kyaa kahiye
laraz rahaa hai kisii harf-e-aarzuu kii tarah
Shamim Karhani
Ghazal
qatl honaa hai sar-e-shaam-e-tamannaa har roz
roz laanaa hai na.ii sub.h kii tanviir kaa ra.ng