SEARCH RESULTS
Showing search results for "शायाँ"
Ghazal MATCHES FOR "शायाँ"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bijlii huu.n nazar koh o bayaabaa.n pe hai merii
mere liye shaayaa.n KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
kamaal-e-faqr bhii shaayaa.n hai paak-biino.n ko
ye KHaak taKHt hai ham boriyaa-nashiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kuchh us taraf bhii josh-e-jafaa hai nayaa nayaa
kuchh zulm apnii shaan ke shaayaa.n bhii chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
vird-e-zabaa.n hai roz-o-shab in kii sanaa-e-husn
shaayaa.n hai jis qadar ki ye shaa.er Guluu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n rahaa garche har ehsaas pe masruuf-e-sujuud
ko.ii sajda bhii tirii shaan ke shaayaa.n na hu.aa
Ehsan Danish
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
'shabaab' agar tire me.aar par kharaa utre
to us kii shaan ke shaayaa.n use maqaam bhii de
Shabab Lalit
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
Yousuf Bin Mohammad
Ghazal
chhalnii hai.n paa.nv kaa.nTo.n-bharii rahguzar mile
ham ko hamaarii shaan ke shaayaa.n safar mile
Waqar Manvi
Ghazal
terii nigaah-e-lutf ke shaayaa.n kiye hu.e
laayaa huu.n dil ko rashk-e-gulistaa.n kiye hu.e
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
vo ho jo terii shaan ke shaayaa.n ho ai kariim
mai.n kyaa kahuu.n zabaa.n se ki ab kyaa ho kyaa na ho
Safdar Mirzapuri
Ghazal
shaayaa.n tumhaarii shaan ke ye zindagii nahii.n
tum kyuu.n hamaare KHvaab-e-pareshaa.n me.n aa ga.e