SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाला"
Ghazal MATCHES FOR "शाला"
Ghazal
guzaarnii thii tire hijr kii pahaa.D sii raat
mai.n taar-e-resham-o-zar kaa do-shaala kyaa kartaa
Nasir Kazmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
lagii hai aag jo kambal kabhii u.Dhaayaa hai
tire barahna se garmii do-shaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kab talak ye shola-e-be-ra.ng manzar dekhiye
kyuu.n na harf-e-sabz hii likh kar zamii.n par dekhiye
Zeb Ghauri
Ghazal
na.ii javaanii kaa josh aur ubhaar siine kaa
do-shaala Dhalkaa hu.aa sar se baa.nkpan kyaa KHuub
Imdad Ali Bahr
Ghazal
daulat-e-faqr ho ai mun.imo aur kamlii ho
faKHr kyaa hai jo do-shaala hu.aa ruumaal hu.aa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
dikhlaa kii ye bahaar shaguufa phulaa.enge
o.Dhaa nahii.n do-shaala-e-gulnaar be-sabab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ik pashm-nazar un kii me.n hai shaal do-shaala
jo baiThe bichhaa boriyaa aur o.Dh liyaa TaaT
Waliullah Muhib
Ghazal
apne qaasid ko kyaa mai.n KHil.at duu.n
go do-shaala na ho to shawl to ho
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
Tabassum Azmi
Ghazal
sabza-e-lams pe ba.Dhtaa hu.aa lamha lamha
sust-rau sho.ala-e-tuufaan-e-tamannaa aisaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
mere parvaane ko ab muzhda-e-maayuusii hai
kyuu.nki vo parda-nashii.n sho.ala-e-faanuusii hai
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
yuu.n o.Dhe phirte hai.n mazluumiyat kaa do-shaala
zamaane-bhar ke sataa.e hu.e se lagte hai.n
Tabassum Azmi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
sho.ala-e-aah ko bijlii kii tarah chamkaa.uu.n
par mujhe Dar hai ki vo dekh ke Dar jaa.e.nge