SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकायतें"
Ghazal MATCHES FOR "शिकायतें"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sab apne apne qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ai yaad yaar tujh se kare.n kyaa shikaayate.n
ai dard-e-hijr ham bhii to patthar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dil le ke muft kahte hai.n kuchh kaam kaa nahii.n
ulTii shikaayate.n hu.ii.n ehsaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
apnii shikaayate.n na sahii teraa Gam sahii
iz.haar-e-daastaa.n kaa ko.ii silsila to hai
Jameel Malik
Ghazal
havaa ke dosh pe rakkhe hu.e charaaG hai.n ham
jo bujh ga.e to havaa se shikaayate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
tirii banda-parvarii se mire din guzar rahe hai.n
na gila hai dosto.n kaa na shikaayat-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
nahii.n shikaayat-e-hijraa.n ki is vasiile se
ham un se rishta-e-dil ustuvaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii shikaayat-e-ranj-e-giraa.n-nashii.n kiije
kabhii hikaayat-e-sabr-e-gurez-paa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
'shakiil' ham se kisii ko shikaayate.n hai.n bahut
chalo ko.ii to hame.n pyaar karne vaalaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
unhe.n shikaayat-e-be-rabtii-e-suKHan thii magar
jhijak rahaa thaa mai.n iz.haar-e-mudda.aa karte
Anwar Masood
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
ab tak shikaayate.n hai.n dil-e-bad-nasiib se
ik din kisii ko dekh liyaa thaa qariib se