SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिर्क"
Ghazal MATCHES FOR "शिर्क"
Ghazal
alif giraane ko bhii shirk jaante the ham
KHudaa pukaarte to kaise zer-e-lab sab the
Muzdam Khan
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
ek but ek hii but kaa huu.n pujaarii 'aKHtar'
apne is shirk pe tauhiid kaa da.avaa hai mujhe
Hari Chand Akhtar
Ghazal
hairaa.n huu.n apne qatl kaa ilzaam kis ko duu.n
tauhiid me.n to shirk kaa imkaan hii nahii.n
Farhat Ehsas
Ghazal
shirk gar manzuur hai aur hai anal-haq naa-qubuul
daar par mansuur ko khichvaa.iye haa.n kiijiye
Sahir Dehlavi
Ghazal
kiyaa kabhii na sivaa tere Gair ko sajda
KHaraab-e-shirk na kii rasm-e-bandagii mai.n ne
Afqar Mohani
Ghazal
ibaadato.n ke maze KHaas log hii luuTe.n
rivaaj-e-shirk-e-mohabbat jahaa.n me.n aam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
kibr bhii hai shirk ai zaahid muvahhid ke huzuur
le ke tesha KHaaksaarii kaa but-e-pindaar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Nawaz Asimi
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
ajab bhuul o hairat jo maKHluuq ko hai
KHudaa kii talab shirk kii justujuu hai
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
shirk hai shirk ye ai vaa.iz-e-aashufta-KHayaal
Gam-e-uqbaa ko shariik-e-Gam-e-duniyaa bhii na kar
Ravish Siddiqi
Ghazal
Mannan Bijnori
Ghazal
shirk se KHaalii kisii kaa na nazar aayaa dil
vo ba.De zarf hai.n jin me.n tuu samaayaa tanhaa