SEARCH RESULTS
Showing search results for "शीराज़ा"
Ghazal MATCHES FOR "शीराज़ा"
Ghazal
tumhe.n to faKHr thaa shiiraaza-bandii-e-jaa.n par
hamaaraa kyaa hai ki ham to bikharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
ek rishta bhii mohabbat kaa agar TuuT gayaa
dekhte dekhte shiiraaza bikhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
Jahangeer nayab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dars-e-unvaan-e-tamaashaa ba-taGaaful KHush-tar
hai nigah rishta-e-shiiraaza-e-mizhgaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushk mashkiiza liye KHaalii palaTnaa hai use
aur dariyaa.o.n kaa shiiraaza bikhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
dil ki hai shiiraaza-e-hastii havaa kii zad pe hai
aadmii ai aadmii ai intizaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
rabt-e-yak-shiiraaza-e-vahshat hai.n ajzaa-e-bahaar
sabza begaana sabaa aavaara gul naa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj phir vo aate aate rah gayaa aur aaj phir
sar-ba-sar bikhraa hu.aa hastii kaa shiiraaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
Azm Shakri
Ghazal
ai sabaa tujh ko usii zulf-e-pareshaa.n kii qasam
meraa shiiraaza-e-hastii bhii pareshaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
yak qadam vahshat se dars-e-daftar-e-imkaa.n khulaa
jaada ajzaa-e-do-aalam dasht kaa shiiraaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mire andar ka.ii ehsaas patthar ho rahe hai.n
ye shiiraaza bikharnaa ab zaruurii ho gayaa hai
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
chand lamho.n kii rifaaqat hii Ganiimat hai ki phir
chand lamho.n me.n ye shiiraaza bikhar jaa.egaa