SEARCH RESULTS
Showing search results for "शुनूद"
Ghazal MATCHES FOR "शुनूद"
Ghazal
aalam tilism-e-shahr-e-KHamoshii hai sar-basar
yaa mai.n Gariib-e-kishvar-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saalik hai kyuu.n taKHayyul-e-tark-e-vajuud me.n
naqsh-e-suvar kaa rang hai tere shuhuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
guft-o-shunuud aksar mere tire rahe hai
zaalim mu.aaf rakhiyo meraa kahaa-sunaa to
Meer Taqi Meer
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ek umar se guft-o-shuniid bhii to nahii.n
hai.n be-nasiib mire kaan be-navaa mire lab
Ahmad Mushtaq
Ghazal
guft-o-shuniid me.n huu.n basar din bahaar ke
gul ke liye hai gosh zabaa.n KHaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kuchh apnii baat kahte kuchh meraa haal sunte
naaz-o-niyaaz kii yuu.n guft-o-shuniid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
majaaz kaa sunahraa husn chhaa gayaa nigaah par
khulii jo aa.nkh jalva-e-shuhuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
tark in dino.n jo yaar se guft-o-shuniid hai
ham ko moharram aur raqiibo.n ko iid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
mumkin hai KHuub khul ke ho guft-o-shuniid aaj
vo bhii KHafaa hai ham bhii hai.n kuchh bad-gumaan se
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ik to vo husn-e-junuu.n-KHez hai aalam me.n shuhuud
aur ik husn-e-junuu.n-KHez ko taktaa hu.aa mai.n
Irfan Sattar
Ghazal
zahe madaarij-o-irfaan-o-lutf-e-bazm-e-shuhuud
hamii.n hai.n abd hamii.n abadiyat hamii.n ma.abuud
Nooh Narvi
Ghazal
guft-o-shuniid me.n ba.De bebaak hai.n magar
dekhaa mujhe to khul na sake lab-kushaa ke lab
Shamshad shaad
Ghazal
miraa vajuud jahaa.n hai vahaa.n shuhuud nahii.n
mai.n aa bhii jaa.uu.n to aayaa hu.aa nahii.n lagtaa