SEARCH RESULTS
Showing search results for "सच्चाई"
Ghazal MATCHES FOR "सच्चाई"
Ghazal
kitnii sachchaa.ii se mujh se zindagii ne kah diyaa
tuu nahii.n meraa to ko.ii duusraa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
ek ik baat me.n sachchaa.ii hai us kii lekin
apne vaa'do.n se mukar jaane ko jii chaahtaa hai
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
sachchaa.ii to ye hai ki tire qarya-e-dil me.n
ik vo bhii zamaana thaa ki mai.n KHuub rahaa huu.n
Munawwar Rana
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
baat se baat kii gahraa.ii chalii jaatii hai
jhuuT aa jaa.e to sachchaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
hotaa chalaa aayaa hai be-dard zamaane me.n
sachchaa.ii kii raaho.n me.n kaa.nTe sabhii bote hai.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
chaahe jitnaa bhii biga.D jaa.e zamaane kaa chalan
jhuuT se haarte dekhaa nahii.n sachchaa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
tabdiilii sachchaa.ii hai is ko maante lekin kaise
aa.iine ko dekh ke ik tasviir puraanii kahte
Aanis Moin
Ghazal
chaahaa to yaqii.n aa.e na sachchaa.ii pe us kii
KHaa.if ko.ii gul ahd-e-KHizaanii se nahii.n hai
Shahryar
Ghazal
Ahmad Adil
Ghazal
is tarah apnii hii sachchaa.ii par israar na kar
ye na ho aur tirii baat me.n shak paidaa ho
Saqi Faruqi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
gard-e-aa.iina haTaa.ii hai ki sachchaa.ii khule
varna tum jaante ho ham ne baGaavat nahii.n kii
Saleem Kausar
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
sachchaa.ii zabaa.n kaaT ke chup-chaap kha.Dii hai
shohrat kii bulandii pe hai.n aKHbaar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
sachchaa.ii ko apnaanaa aasaan nahii.n
duniyaa bhar se jhag.Daa karnaa pa.Dtaa hai