SEARCH RESULTS
Showing search results for "सदमा"
Ghazal MATCHES FOR "सदमा"
Ghazal
ek do roz kaa sadma ho to ro le.n 'faakir'
ham ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mar gayaa sadma-e-yak-jumbish-e-lab se 'Gaalib'
naa-tavaanii se hariif-e-dam-e-iisii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
aisii Thokar kabhii khaa.ii na thii is se pahle
mujh ko sadma saa lagaa hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
mohabbat me.n ko.ii sadma uThaanaa chaahiye thaa
bhulaayaa thaa jise vo yaad aanaa chaahiye thaa
Bushra Ejaz
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
baat karte ho to hotaa hai zabaa.n se sadma
dekhte ho to pahu.nchtaa hai gazand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
'kaif' ke bhuulne vaale ko KHabar ho ki use
sadma-e-tark-e-mulaaqaat ne jiine na diyaa
Kaif Bhopali
Ghazal
ba.ad az sadaa-e-kun hu.ii taqsiim-e-hast-o-buud
phirtaa thaa kaa.enaat akelaa uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gairo.n se us ne hargiz chho.Dii na haathaa-paa.ii
jab tak ajal kaa sadma do-chaar tak na pahu.nchaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ummiid-e-vasl se bhii to sadma na kam hu.aa
kyaa dard jaa.egaa jo davaa kaa asar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ko.ii maazii ke jharoko.n se sadaa detaa hai
sard pa.Dte hu.e sho.alo.n ko havaa detaa hai
Ahmad Rahi
Ghazal
ik sadma dard-e-dil se mirii jaan par to hai
lekin balaa se yaar ke zaanuu pe sar to hai