SEARCH RESULTS
Showing search results for "सफ़र-ए-शौक़"
Ghazal MATCHES FOR "सफ़र-ए-शौक़"
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
tirii ha.nsii me.n vo sehr-e-Ginaa-e-mutrib hai
mirii fuGaa.n ko jo naGma banaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
vaadii-e-aiman me.n ham aa.nkho.n ko haatho.n me.n liye
shauq se sadqa utaare.nge tirii tasviir kaa
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
isii sabab se to parchhaa.ii.n apne saath nahii.n hai
sa.uubat-e-safar-e-shauq se niDhaal hu.ii hai
Shahryar
Ghazal
taare maraahil-e-safar-e-shauq hii sahii
taaro.n ko bhii shariik-e-safar kar sake to kar
Bashir Farooq
Ghazal
manzile.n zer-e-qadam jald simaT aa.e.ngii
jazba-e-'shauq' zaraa aur ba.Dhaa.o yaaro
Shauq Salki
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Shauq Bijnori
Ghazal
kyaa KHuub hai ye aalam-e-duniyaa-e-shauq bhii
ik bevafaa se mujh ko mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
jaada-e-shauq me.n ye bhii mujhe ma.aluum nahii.n
din kahaa.n biit gayaa raat kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
fursat mile kabhii to shab-e-Gam se po.nchhnaa
TuuTe hai.n chashm-e-'shauq' se taare kahaa.n kahaa.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
dekhii nigaah-e-shauq me.n jab Gam kii daastaa.n
andaaz-e-husn aur nikhartaa chalaa gayaa