SEARCH RESULTS
Showing search results for "सलीम"
Ghazal MATCHES FOR "सलीम"
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
kaun ye paataal se ubhraa kinaare par 'saliim'
sar-phirii mauje.n abhii tak daa.ero.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
vaqt ruk ruk ke jinhe.n dekhtaa rahtaa hai 'saliim'
ye kabhii vaqt kii raftaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
mazaaro.n aur mu.nDero.n ke rat-jago.n me.n 'saliim'
badan pighalne lage hai.n diye jalaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ye log jis se ab inkaar karnaa chaahte hai.n
vo guftuguu dar-o-diivaar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
dil tujhe naaz hai jis shaKHs kii dildaarii par
dekh ab vo bhii utar aayaa adaakaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
itnii qurbat bhii nahii.n Thiik hai ab yaar ke saath
zaKHm khaa jaa.oge kheloge jo talvaar ke saath
Saleem Siddiqui
Ghazal
ik vaa'da jo kiyaa hii nahii.n hai abhii 'saliim'
mujh ko vahii to vaa'da nibhaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
chehre pe us ke ashk kii tahriir ban ga.ii
vo aa.nkh mere dard kii tafsiir ban ga.ii
Saleem Betab
Ghazal
mai.n paa.nv to.D ke baiThaa rahaa kahii.n na gayaa
'saliim' manzile.n tai ho ga.ii.n safar ke baGair
Saleem Ahmed
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
tuu suuraj hai terii taraf dekhaa nahii.n jaa saktaa
lekin dekhne vaalo.n ko rokaa nahii.n jaa saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
sirf yaad-e-yaar baaqii rah ga.ii dil me.n 'saliim'
ek ik kar ke sabhii asbaab-e-duniyaa jal gayaa