SEARCH RESULTS
Showing search results for "साबित-ओ-सालिम"
Ghazal MATCHES FOR "साबित-ओ-सालिम"
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
paare saabit-o-saalim aa.ino.n me.n hai.n jab ki
hote jaate hai.n aaKHir masKH kis sabab chehre
Parwez Rahmani
Ghazal
shukr allaah kaa mai.n saabit-o-saalim niklaa
aazmaa.ish me.n to haalaat ne Daalaa mujh ko
Nazr Fatmi
Ghazal
uTThii hu.ii hai.n mujh me.n vo aatish-fishaaniyaa.n
sulge hu.e hai.n saabit-o-sayyaar har taraf
Salim Saleem
Ghazal
miyaan-e-saabit-o-sayyaar irtikaaz miraa
abad ke biich azal Daalne pe rahtaa hai
Afzaal Naveed
Ghazal
bahut musir the KHudaayaan-e-saabit-o-sayyaar
so mai.n ne aa.ina o aasmaa.n pasand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
saaya-e-saabit-o-sayyaar ke haale me.n chaluu.n
aur jahaano.n me.n rahuu.n terii nigahbaanii me.n
Aamir Suhail
Ghazal
ab aage faisla qismat pe chho.D ke mai.n bhii
tilism-e-saabit-o-sayyaar se nikaltaa huu.n
Shoaib Nizam
Ghazal
giraft-e-saabit-o-sayyaar se nikal aayaa
mai.n ik kiran thaa shab-e-taar se nikal aayaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
us ke kuuche se ujaalo.n kaa safar jaarii hai
KHema-zan qaafila-e-saabit-o-sayyaar hai kyaa
Yawar Warsi
Ghazal
aasmaano.n par pa.Daav Daalnaa to hai mujhe
guftuguu hotii rahegii saabit-o-sayyaar se
Aurang zeb
Ghazal
haasil na hu.aa mujh ko vo mahtaab to maa'buud
kyaa farq tire saabit o sayyaar me.n aayaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
har samt iztiraab hai bhau.nchaal kii tarah
aisii fazaa me.n saabit-o-sayyaar kyaa kare.n
Saghar Mashhadi
Ghazal
raat badmast rahe saabit-o-sayyaar ke saath
sub.h hote hii zamaane kii taraf lauT aa.e
Aurang zeb
Ghazal
josh-e-parvaaz me.n raftaar kahaa.n dekhte hai.n
ham falak saabit-o-sayyaar kahaa.n dekhte hai.n