SEARCH RESULTS
Showing search results for "साहब-ए-सुरूर"
Ghazal MATCHES FOR "साहब-ए-सुरूर"
Ghazal
'suruur' jins-e-vafaa bechte nahii.n phirte
jigar ke daaG dikhaanaa to sab ko aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vo sar-phire jo nigah-daari-e-junuu.n me.n rahe
'suruur' un me.n hamaaraa bhii naam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
har ek saaya-e-diivaar kii lapeT me.n hai
'suruur' aap hii bach kar nikal ga.e kaise
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
taKH.iil-e-laala-kaar ye kahtii hai ai 'suruur'
ko.ii zamii.n ho phuulte-phalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aa.ine jitne bhii dekhe vo mukaddar the 'suruur'
jauhar-e-sidq-o-safaa phir bhii hamaaraa na gayaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
apne hii ghar kii KHair manaa.ii tamaam umr
ham se 'suruur' fikr-e-do-aalam na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo har nazar me.n taaza kare.n mai-kade hazaar
sach hai 'suruur'-e-rafta ko vo yaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Guruur-e-ishq Guruur-e-vafaa Guruur-e-nazar
'suruur' tere gunaaho.n kaa kuchh shumaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
thapak thapak ke sulaayaa jo tum ne zauq-e-suKHan
'suruur' is ko kisii kii nazar jagaa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jis dil pe kisii kii nigah-e-lutf pa.Dii thii
baiThe hai.n 'suruur' us ko kaleje se lagaa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Qamar Suroor
Ghazal
zindagii tishna bhii hai be-ra.ng bhii lekin 'suruur'
jab talak chehra faroG-e-mai se taabinda na ho
Suroor Barabankvi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
'suruur' hazrat-e-Gaalib ke rang me.n bhii kabhii
hikaayat-e-karam-e-chashm-e-surma-saa kahiye
Suroor Barabankvi
Ghazal
mo'atabar ho kar rahii diivaangii apnii 'suruur'
jitne andaaz-e-junuu.n the baa.nkpan tak aa ga.e
Suroor Barabankvi
Ghazal
zindagii nazr-e-haram to ho chukii lekin 'suruur'
har aqiidat qaaza-e-aalam sanam-KHaane ke saath
Suroor Barabankvi
Ghazal
ai KHushaa kaarobaar-e-shauq 'suruur'
naf.a kuchh ho na ho ziyaa.n bhii nahii.n