SEARCH RESULTS
Showing search results for "साहिब-ए-दीवान"
Ghazal MATCHES FOR "साहिब-ए-दीवान"
Ghazal
yaa to mujh se vo chhu.Daa degaa Gazal-go.ii 'zafar'
yaa kisii din saahib-e-diivaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
jo Galba-e-junuu.n me.n kahaa darj kar liyaa
diivaana aaj saahib-e-diivaan ho gayaa
Manish Shukla
Ghazal
'soz' kaa rutba kahaa.n pahu.nchaa hai jo terii razaa
log ye kahte hai.n ab tuu saahib-e-diivaan hai
Meer Soz
Ghazal
ai 'sadaa' un kii na taqliid tuu hargiz karnaa
kar ke taqliid jo hai.n saahib-e-diivaan bane
Sada Ambalvi
Ghazal
achchhe shaa'ir ke liye chaar varaq kam bhii nahii.n
yuu.n to phir saahib-e-diivaan bahut hote hai.n
Rais-Us-Shakri
Ghazal
auro.n ke naam se bhii saahib-e-diivaan ho.n par
mere me'yaar kii pahchaan to ho saktii hai
Kunal Barkade
Ghazal
she'r kahne kaa saliiqa mujhe aa.e jab tak
Dar hai mai.n saahib-e-diivaan na ho jaa.uu.n kahii.n
Abhay Kumar Bebak
Ghazal
tujh pe 'haidar' ne hai.n is darja raqam kii Gazle.n
ab to ye saahib-e-diivaan hu.aa chaahtaa hai
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
dil me.n KHauf-e-KHudaa ho gar 'saahib'
phir kisii kaa bhii Dar nahii.n rahtaa
Sahib Ahmedabadi
Ghazal
vo jhuuT kah ke saahib-e-kirdaar ho gayaa
mai.n ne jo sach kahaa to gunahgaar ho gayaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
dil se majbuur bhii ham saahib-e-pindaar bhii ham
aastaa.n se tire katraa ke guzar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
KHud ahl-e-KHirad chho.D ga.e raah-e-vafaa ko
ham ahl-e-junuu.n saahib-e-kirdaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
past rakkho apnii aavaazo.n ko varna duur tak
baat ghar kii raKHna-e-diivaar-o-dar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
laakh tuu sher kahe laakh kitaabe.n chhaape
tuu kabhii saahab-e-diivaan nahii.n ho saktaa