SEARCH RESULTS
Showing search results for "साहूकार"
Ghazal MATCHES FOR "साहूकार"
Ghazal
Pratap Somvanshi
Ghazal
ghar ke asaaso.n kaa maalik thaa saahuukaar
apne ghar kii ham rakhvaalii karte kyaa
Anjum Azimabadi
Ghazal
khel chaltaa hai siyaasat kaa usii ke zar se jab
kyo.n na ho sarkaar me.n phir daKHl saahuukaar kaa
Sada Ambalvi
Ghazal
salaah-e-kaar banaayaa hai maslahat se use
vagarna naaseh-e-naadaa.n kii dostii kyaa hai
Ahsan Marahravi
Ghazal
KHudii me.n gum hai KHudaa.ii talaash kar Gaafil
yahii hai tere liye ab salaah-e-kaar kii raah
Allama Iqbal
Ghazal
naaseh bhii hai raqiib ye maa'luum hii na thaa
kis ko salaahkaar kiyaa ham ne kyaa kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sapne mere qais-o-raa.njhaa vaale hai.n
kahtaa hai saakaar karegaa chal jhuuThe
Shikha Pachouly
Ghazal
kyaa jaane.n kyaa sikhaa.e.nge un ko salaahkaar
har roz guftuguu hai na.ii mere baab me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
do aa.nkho.n ko chaar kiyaa jaa saktaa hai
sapno.n ko saakaar kiyaa jaa saktaa hai
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
vo KHvaab dikhaate hai saakaar nahii.n karte
ulfat se magar khul ke inkaar nahii.n karte
Jyoti Azad Khatri
Ghazal
KHvaab dekhaa thaa kabhii ham ne bhii 'madhuman' ko.ii
par muqaddar ne vo saakaar nahii.n hone diyaa
Madhu Madhuman
Ghazal
jahaa.n bhii merii nigaaho.n se ho chalaa maaduum
are ba.Daa Gazab ai chashm sehr-kaar hu.aa
Asghar Gondvi
Ghazal
dekhiye kyaa ho be-tarah dil kii lage hai.n ghaat me.n
Gamza-e-pur-fareb bhii ishva-e-sehr-kaar bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
bahut kashish hai tirii sehr-kaar aa.nkho.n me.n
ajiib husn-e-adaa tere KHadd-o-KHaal me.n hai
Naeem Saba
Ghazal
mirii nigaah me.n vo jalve sehr-kaar nahii.n
jo jalve aam nigaaho.n me.n be-naqaab hu.e
Bismil Dehlavi
Ghazal
ai shoKH-e-sehr-kaar har yak bul-fuzuul kuu.n
tiir-e-nigah ne bismil-e-teG-e-ajal kiyaa