SEARCH RESULTS
Showing search results for "सीखना"
Ghazal MATCHES FOR "सीखना"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Mahesh Janib
Ghazal
dhuup kaise saa.e me.n tabdiil hotii hai yahaa.n
is hunar ko siikhnaa hai to shajar se baat kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
kaise kahte hai.n mukammal sher yaa umda Gazal
siikhnaa 'agyaat' ne ilm-o-hunar jaarii rakhaa
Ajay Agyat
Ghazal
mai.n siikhtaa rahaa ik 'umr haav-huu karnaa
yuu.nhii nahii.n mujhe aayaa ye guftuguu karnaa
Ashfaq Nasir
Ghazal
tum agar siikhnaa chaaho mujhe batlaa denaa
'aam saa fan to ko.ii hai nahii.n tohfa denaa
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohaamad Nasim Nawaz
Ghazal
daaKHil huu.n tere dil me.n dabe paa.nv kis tarah
ye kaam siikhnaa hai kisii chor se mujhe
Ahmad Azeem
Ghazal
sabz lamho.n ko ugaane kaa hunar bhii siikhnaa
varna is ra.ng-e-talab ko der hotii jaa.egii
Ahmad Shanas
Ghazal
udaasii ek dafa phir se shart jiit ga.ii
kisii tarah hame.n KHush rahnaa siikhnaa hogaa
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
agar hai.n siikhnaa aadaab-e-zindagii tum ko
guzaaro vaqt kisii boriyaa-nashiin ke paas
Altamash Abbas
Ghazal
vo Dagmagaa ke bhii saabit-qadam hii rahtaa hai
hame.n bhii us se hunar siikhnaa hai chalne kaa
dagh Niyazi
Ghazal
tumhaare dil me.n bhii merii jagah nahii.n ko.ii
mujhe bhii siikhnaa hai jiinaa be-gharo.n se ab
Gaurav Trivedi
Ghazal
abhii to siikhnaa thaa sar uThaa ke jiinaa mujhe
ye kyaa ki sajde ko merii jabii.n se baa.ndh diyaa