SEARCH RESULTS
Showing search results for "सीढ़ी"
Ghazal MATCHES FOR "सीढ़ी"
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ham chaahe.n ki mil jaa.e.n hame.n Dher se motii
sii.Dhii kisii pur-haul samundar me.n lagaa kar
Qateel Shifai
Ghazal
saa.np mujhe ab aksar uupar khe.nchtaa hai
sii.Dhii jab bhii mujhe giraane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
mahtaab to aa.egaa na sii.Dhii se utar kar
diivaana kis ummiid pe raste me.n kha.Daa hai
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
paazeb pahne ko.ii sii.Dhii utar rahaa hai
ziine se aa rahii hai phir mujh ko chaap terii
Sandeep Thakur
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
afsaana-dar-afsaana thii mu.Dtii hu.ii sii.Dhii
ash.aar-dar-ash.aar thaa har dar isii ghar me.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
raaz bulandii ke duniyaa se chhupaate hai.n
sii.Dhii se chup-chaap utarne vaale log
Alakh Niranjan
Ghazal
irfaan-e-Gam se nafs kaa irfaa.n hu.aa nasiib
sii.Dhii ye pahlii ma.arifat-e-kibriyaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
Javed Jamil
Ghazal
fasiil-e-KHvaab pe sii.Dhii lagaane vaalaa huu.n
mai.n ek raaz se parda uThaane vaalaa huu.n
Salman Sarwat
Ghazal
dar-o-diivaar-o-chhat jab gir chuke hai.n
to phir kis aas par sii.Dhii kha.Dii hai