SEARCH RESULTS
Showing search results for "सीलन"
Ghazal MATCHES FOR "सीलन"
Ghazal
KHushk diivaar me.n siilan kaa sabab kyaa hogaa
ek adad za.ng lagii kiil thii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
roz ik bujhtii hu.ii siilan bhare kamre kii shaam
khi.Dkiyo.n me.n roz murjhaate ye biimaarii ke din
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
kar rakhe the band us par mai.n ne darvaaze
ghar me.n ab kitnii ghuTan hai kitnii siilan hai
Raees Faraz
Ghazal
siilan ko raah mil ga.ii diimak ko sair-gaah
anjaam dekh liijiye ghar kii daraar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
jo mirii saa.nso.n kii siilan sokh le
kyaa ko.ii shai itnii bhii nam-giir hai
Vibha Jain 'Khwaab'
Ghazal
Sanjay Kumar Kundan
Ghazal
Shaziya Akbar
Ghazal
tasviir se siilan kii jagah Dhak jo rakhii hai
dikhte nahii.n mehmaan ko diivaar pe aa.nsuu
Ananth Faani
Ghazal
chhuu kar dekho KHat me.n kitnii siilan hai
zikr kiyaa hogaa us ne barsaato.n kaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
Arshi Malik
Ghazal
aaj siivan ko udhe.Do to zaraa dekhe.nge
aaj sanduuq se vo KHat to nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
jagah jagah seel ke ye dhabbe ye sard bistar
hamaare kamre se dhuup kii be-ruKHii to dekho