SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुझाव"
Ghazal MATCHES FOR "सुझाव"
Ghazal
KHat un ko bhejaa hai dil ke sujhaav par ham ne
bharosa kar liyaa kaaGaz kii naav par ham ne
Om Krishn Rahat
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye vo sahraa hai sujhaa.e na agar tuu rasta
KHaak ho jaa.e yahaa.n KHaak u.Daane vaalaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
avvalii.n chaa.nd ne kyaa baat sujhaa.ii mujh ko
yaad aa.ii tirii a.ngusht-e-hinaa.ii mujh ko
Nasir Kazmi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
dete nahii.n sujhaa.ii jo duniyaa ke KHatt-o-KHaal
aa.e hai.n tiirgii me.n magar raushnii se ham
Anjum Rumani
Ghazal
mausam se saaz Gairat-e-gulshan se be-niyaaz
hairat hai mujh ko apne chaman ke subhaav par
Ehsan Danish
Ghazal
isii ne mujh ko sujhaa.ii hai raah-e-ahl-e-safaa
isii ne mujh se kahaa hai pul-e-siraat pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
fareb de hii gayaa 'nuur' us nazar kaa KHuluus
fareb khaa hii gayaa mai.n subhaav aisaa thaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
kaun bataa.e kaun sujhaa.e kaun se des sidhaar ga.e
un kaa rasta takte takte nain hamaare haar ga.e
Habib Jalib
Ghazal
uruus-e-gul ko sabaa jaise gudgudaa ke chalii
kuchh aisaa pyaar kaa aalam tire subhaav me.n thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
inqilaabaat ne kuchh aisaa pareshaan kiyaa
ki sujhaa.ii nahii.n detaa hai tiraa dar mujh ko
Bismil Azimabadi
Ghazal
Mohammad Alvi
Ghazal
zaraa ahl-e-junuu.n aa.o hame.n rasta sujhaa.o
yahaa.n ham aql vaalo.n kaa KHudaa gum ho gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
bichha.Dte vaqt ajab uljhano.n me.n Daal gayaa
vo ek shaKHs ki siidhe subhaav aisaa thaa