SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "सुपुर्द-ए-सर-ए-बाज़ार"
Ghazal
haadisa ye sar-e-baazaar bhii ho saktaa hai
dil kisii roz giraftaar bhii ho saktaa hai
Sahar Indori
Ghazal
afsos ye naaTak sar-e-baazaar hu.aa thaa
mai.n pii ke bahakne pe bahut KHvaar hu.aa thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
laa.e to naqd-e-jaa.n sar-e-baazaar kyaa kahe.n
har shaKHs hai usii kaa KHariidaar kyaa kahe.n
Shahid Ishqi
Ghazal
kaun aayaa sar-e-baazaar ko.ii kyaa jaane
kyo.n zuleKHaa hai KHariidaar ko.ii kyaa jaane
Nisar Dinajpuri
Ghazal
kal KHud mujhe rusvaa sar-e-baazaar karoge
tum sub.h se pahle miraa inkaar karoge
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
hai turfa tamaasha sar-e-baazaar-e-mohabbat
sar bechte phirte hai.n KHariidaar-e-mohabbat
Dagh Dehlvi
Ghazal
jabr ne jab mujhe rusvaa sar-e-baazaar kiyaa
sabr ne mere mujhe saahab-e-dastaar kiyaa
Jabbar Wasif
Ghazal
apnii KHudii ko tum sar-e-baazaar bech kar
zinda ho kaise daulat-e-kirdaar bech kar
Aalam Nizami
Ghazal
tirii anaa sar-e-baazaar chhiin lete hai.n
sinaa.n se ham tirii guftaar chhiin lete hai.n
Mujavir Husain
Ghazal
kyo.n le aa.e sar-e-baazaar suno ai logo
mai.n na fankaar na shahkaar suno ai logo
Nazish Ansari
Ghazal
ik turfa tamaasha sar-e-baazaar banegaa
jo shaKHs bhii aa.iina-e-kirdaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Ghazal
tanhaa kha.De hai.n ham sar-e-baazaar kyaa kare.n
ko.ii nahii.n hai Gam kaa KHariidaar kyaa kare.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
rahzanii hai sar-e-baazaar tumhe.n kyaa ma.aluum
tum to ho qaafila-saalaar tumhe.n kyaa ma.aluum
Azmat Bhopali
Ghazal
haath KHaalii sar-e-baazaar liye phirtii hai
ruuh me.n sai.nka.Do.n aazaar liye phirtii hai
Naqqash Abidi
Ghazal
aa.ina ham sar-e-baazaar jo le kar nikle
jaane kyaa baat thii har samt se patthar nikle
Sabir Kamal
Ghazal
hairat me.n thii nazar sar-e-baazaar-e-aa.ina
ik aa.ina thaa KHud hii KHariidaar-e-aa.ina
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
apne ash.aar ko rusvaa sar-e-baazaar karuu.n
kaise mumkin hai ki mai.n mid.hat-e-darbaar karuu.n