SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोज़-ओ-साज़"
Ghazal MATCHES FOR "सोज़-ओ-साज़"
Ghazal
mirii nigaah me.n ye ra.ng-e-soz-o-saaz na ho
tire karam kaa agar silsila daraaz na ho
Ram Krishn Muztar
Ghazal
dil-e-fasurda me.n kuchh soz o saaz baaqii hai
vo aag bujh ga.ii lekin gudaaz baaqii hai
Akhtar Ansari
Ghazal
giito.n kaa shahr hai ki nagar soz-o-saaz kaa
qalb-e-shikasta aur ye aalam gudaaz kaa
Aabid Adeeb
Ghazal
zom na kiijo sham.a-ruu bazm ke soz o saaz par
rakhiyo nazar bajaa-e-naaz KHaatir-e-piir-e-naaz par
Saail Dehlvi
Ghazal
daraaz hai shab-e-Gam soz-o-saaz saath rahe
musaafiro mai-e-miinaa-gudaaz saath rahe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
vo soz-o-saaz vo naGma KHayaal-o-KHvaab hu.aa
miTaa ke ham ko zamaana bahut KHaraab hu.aa
Uma Shankar Shadan Gwaliori
Ghazal
kaun le gayaa dil se soz-o-saaz-e-raanaa.ii
sub.h se jhalaktii hai aaj shaam-e-tanhaa.ii
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
Figar Unnavi
Ghazal
miltii hai aaKHiir ko kuchh kaifiyat-e-soz-o-gudaaz
saa.iqa hissa hai pahlaa taalib-e-diidaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
aish kii sarKHushii vabaal bazm-e-tarab kaa rag rog
mahfil-e-soz-o-saaz me.n naGma-e-zindagii nahii.n
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
kis kii KHalvat-gaah me.n saamaan-e-soz-o-saaz hai
aaj parvaano.n kii bharraa.ii hu.ii aavaaz hai
Mohammad Umar
Ghazal
vo soz-o-saaz-e-Gam-e-ishq ab kahaa.n lekin
nikaltii hai mire naGmo.n se Gam kii lai ab bhii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
rang-e-iKHlaas-o-vafaa kaifiyat-e-soz-o-gudaaz
aur kyaa chiiz sajaa.uu.n tire armaano.n me.n
Razia Rana
Ghazal
nisbat-e-husn hai mujhe ishq se rabt hai miraa
sho.ala-e-barq-e-naaz huu.n vaadii-e-soz-o-saaz me.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
dard-e-hayaat-e-ishq hai naGma-e-jaa.n-gudaaz me.n
Garq hai saarii kaa.enaat lazzat-e-soz-o-saaz me.n