SEARCH RESULTS
Showing search results for "हँसाने"
Ghazal MATCHES FOR "हँसाने"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ha.nsne-ha.nsaane pa.Dhne-pa.Dhaane kii umr hai
ye umr kab hamaare kamaane kii umr hai
Azhar Faragh
Ghazal
vo jo rote ko ha.nsaane kaa hunar rakhte hai.n
gar vo ro.e.n to unhe.n kaun ha.nsaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
is liye ha.nsne-ha.nsaane kii banaa lii aadat
mai.n jo rotaa to ka.ii log mazaa bhii lete
Haseeb Soz
Ghazal
ab mere sar pe sab ko ha.nsaane kaa kaam hai
mai.n chaahtaa huu.n kaam ye sanjiidgii se ho
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
is ha.nsne ha.nsaane se nahii.n jaa.egaa kuchh bhii
is me.n to nahii.n ko.ii bhii nuqsaan mirii jaan
Sulaiman Jazib
Ghazal
KHud ro diyaa kisii ko ha.nsaane ke vaaste
majbuuriyo.n se kaam liyaa hai kabhii kabhii
Saeed Shahidi
Ghazal
merii musiibate.n bhii gavaaraa nahii.n use
mujh ko rulaa rahaa hai ha.nsaane ke saath saath
Safdar Hamadani
Ghazal
kaar-zaar-e-hastii me.n apnaa daKHl itnaa hai
hans diye ha.nsaane se ro diye rulaane se
Nusrat Siddiqui
Ghazal
kabhii tanhaa.ii me.n baiTho to faqat rote raho
phir achaanak hii kabhii ha.nsne-ha.nsaane lag jaa.o
Kausar Mazhari
Ghazal
aa.nkh pur-nam hai yahii soch ke ahl-e-dil kii
lauT kar ab nahii.n aa.egaa ha.nsaane vaalaa
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
unhe.n kah rahaa hai zamaanaa ye joker
jo ro kar ke sab ko ha.nsaane lage hai.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
ab mere sar pe sab ko ha.nsaane kaa kaam hai
mai.n chaahtaa huu.n kaam ye sanjiidgii se ho
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
un ke ha.nsne pe na jaa un ke ha.nsaane se na ha.ns
tere ha.nsne pe jo ha.nste hai.n ha.nsaane vaale
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
raat bhar girya-e-shabnam se jo Gunche the udaas
sub.h hote hii ha.nsaane ko sabaa aa.ii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aa kabhii dekh miraa haal-e-judaa.ii aa kar
Gair kii bazm me.n ai ha.nsne ha.nsaane vaale
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
jis ko dekho hai vahii paikar-e-aalaam yahaa.n
kho ga.e jaane kahaa.n ha.nsne ha.nsaane vaale