SEARCH RESULTS
Showing search results for "हदिया"
Ghazal MATCHES FOR "हदिया"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'siimaab' qadr-daa.n hai.n mire KHaan-e-jaansaTh
haazir hu.aa huu.n fikr kaa hadiyaa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHiraaj maa.ng rahii hai vo shaah-baanu-e-shahr
so ham bhii hadiya-e-dast-e-talab guzaarte hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
saaGar-e-mai pesh kar ke shaiKH kahlaataa huu.n mai.n
hadiya-e-ahqar hai ye go aap ke qaabil nahii.n
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
hadiya-e-Gam hai.n 'munavvar' mire dil ke Tuk.De
ko.ii Thukraa.e ye sauGaat bahut mushkil hai
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
hai vahii diivaangii ab bhii vahii shoriidgii
jaib o daaman hadiya-e-KHaar-e-bayaabaa.n ab bhii hai
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
mai.n tere hadiya-e-furqat pe kaise naazaa.n huu.n
mirii jabii.n pe tiraa zaKHm tak hasiin nahii.n
Akash Arsh
Ghazal
maut kaa lamha abhii aayaa abhii jaane ko hai
chuum lo miTTii ko apnii hadiya-e-tabriik hai
Aslam Emadi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
aaj phir ahl-e-vatan ko hai zaruurat 'at.har'
nazr-e-jaa.n le ke chalo hadiya-e-sar le ke chalo
Athar Ziai
Ghazal
qalandaraan-e-tahii-dast kuchh nahii.n rakhte
zah-e-nasiib agar ho qubuul hadiya-e-dil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
de rahe the hadiya-e-tabriik vo aGyaar ko
aur 'mubaarak' mujh ko apne naam kaa dhokaa hu.aa
Mubarak Mungeri
Ghazal
hame.n ki hadiya-e-jaa.n nazr-e-dost karnaa thaa
junuun-e-shauq sar-e-daar laa ke chho.D gayaa
Zaka Siddiqui
Ghazal
hadiya-e-gosh-e-samaa.at hii ko.ii pesh kare
karb-e-taKHliiq me.n Duubii hu.ii aavaaz hai.n ham