SEARCH RESULTS
Showing search results for "हद-ए-नज़र"
Ghazal MATCHES FOR "हद-ए-नज़र"
Ghazal
had-e-nazar se miraa aasmaa.n hai poshiida
KHayaal-o-KHvaab me.n lipTaa jahaa.n hai poshiida
Anwar Sadeed
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
had-e-imkaan talak kirne.n vafaa kii bikhre.n
jism meraa ka.ii zaKHmo.n se sajaa tere baa'd
Badnam Nazar
Ghazal
hai pesh-e-nazar shoKHi-e-tahriir kisii kii
kaaGaz pe utar aa.ii hai tasviir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
dayaar-e-husn se guzre to sar jhukaa ke chale
vahaa.n to tiir-e-nazar sirf dilrubaa ke chale
Nazr Fatmi
Ghazal
unvaa.n har aarzuu kaa ba-shart-e-nazar hu.aa
afsaana KHatm sab kaa tire naam par hu.aa
Jamil Nazar
Ghazal
'betaab' ab to had-e-nazar tak hii ret hai
raato.n hii raat kitnaa samundar badal gayaa
Saleem Betab
Ghazal
yaado.n ke phuul hadd-e-nazar tak khile hai.n phir
dasht-e-firaaq rashk-e-gulistaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
ban ke ik misra-e-namnaak nazar tak pahu.nchaa
maujzan ishq miraa arsh-o-qamar tak pahu.nchaa
Nazeer Nazar
Ghazal
har zarra hai firdaus-e-nazar had-e-nazar tak
bedaar na honaa ki ye manzar na milegaa
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
baahar nahii.n ko.ii bhii mirii had-e-nazar se
maKHfii hai ko.ii ko.ii numaayaa.n mire aage
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
sehn-e-chaman me.n apne 'nazar' thii ajab bahaar
thaa daur-e-abr-o-baad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
kaun hai ba.Dh ke bujhaa.e jo sulagte ghar ko
aa.nkh rakhtii hai ye duniyaa to tamaashaa.ii kii
Nazar Jalanvi
Ghazal
sham-e-dil laayaa huu.n ye soch ke mahfil me.n tirii
ho kamii kuchh na tirii anjuman-aaraa.ii me.n
Nazar Kanpuri
Ghazal
ko.ii bhii na bolaa jo mai.n ne ye puuchhaa
ko.ii us ke ghar kaa pata jaantaa hai