SEARCH RESULTS
Showing search results for "हलाक"
Ghazal MATCHES FOR "हलाक"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
du.aa.e.n do mire qaatil ko tum ki shahr kaa shahr
usii ke haath se honaa halaak chaahtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq hai apnaa paa.edaar terii vafaa hai ustuvaar
ham to halaak-e-varzish-e-farz-e-muhaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mere halaak karne kaa Gam hai abas tumhe.n
tum shaad zindagaanii karo Gam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
shadiid vaar na dushman diler thaa 'mohsin'
mai.n apnii be-KHabarii se magar halaak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
hai kis qadar halaak-e-fareb-e-vafaa-e-gul
bulbul ke kaarobaar pe hai.n KHanda-haa-e-gul
Mirza Ghalib
Ghazal
mastii ba-zauq-e-Gaflat-e-saaqii halaak hai
mauj-e-sharaab yak-mizha-e-KHvaab-naak hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mash.had-e-aashiq se koso.n tak jo ugtii hai hinaa
kis qadar yaa-rab halaak-e-hasrat-e-paa-bos thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Adnan Hamid
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n ne bhii ek din use taaraaj kar diyaa
mujh ko halaak karne pe jab tul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
sirf ek din me.n biis musaafir hu.e halaak
haazir hai saa.ii.n gulshan-e-iqbaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
halaak-e-teG-e-jafaa yaa shahiid-e-naaz kare
tiraa karam hai jise jaise sarfaraaz kare