SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
Ghazal MATCHES FOR "हवस-ए-गर्मी-ए-बाज़ार"
Ghazal
kab use shoKHii-e-raftaar liye phirtii hai
havas-e-garmii-e-baazaar liye phirtii hai
Shaghil Usmani
Ghazal
mujh ko dimaaG-e-garmii-e-baazaar hai kahaa.n
afsurdagii me.n lazzat-e-guftaar hai kahaa.n
Talib Chakwali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
allaah re ye garmii-e-baazaar-e-mohabbat
KHud husn-e-azal bhii hai KHariidaar-e-mohabbat
Muneer Bhopali
Ghazal
ghar se baahar na nikaltaa kabhii apne KHurshiid
havas-e-garmii-e-baazaar liye phirtii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ishq kii garmii-e-baazaar kahaa.n se laa.uu.n
yuusuf-e-dil kaa KHariidaar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
baazaar me.n bhii garmii-e-baazaar kyo.n nahii.n
dekhe.nge log aaj kaa aKHbaar kyo.n nahii.n
Irtiza Nishat
Ghazal
husn-e-baazaar to hai garmii-e-baazaar nahii.n
bechne vaale hai.n sab ko.ii KHariidaar nahii.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
girte hai.n log garmii-e-baazaar dekh kar
sarkaar dekh kar mirii sarkaar dekh kar
Abdul Hamid Adam
Ghazal
zor hai garmi-e-baazaar tire kuuche me.n
jam.a hai.n tere KHariidaar tire kuuche me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kuchh hashr se kam garmii-e-baazaar nahii.n hai
vo jins huu.n mai.n jis kaa KHariidaar nahii.n hai
Shohrat Bukhari
Ghazal
dil bujh gayaa to garmii-e-baazaar bhii nahii.n
ab zikr-e-baada-o-lab-o-ruKHsaar bhii nahii.n
Ejaz Warsi
Ghazal
ye mohabbat hai ise garmii-e-baazaar na kar
laakh vahshat sahii aisaa to mire yaar na kar
Mubeen Mirza
Ghazal
jaane kyaa baat hai kyuu.n garmii-e-baazaar nahii.n
ab ko.ii jins-e-vafaa kaa bhii KHariidaar nahii.n
Raees Akhtar
Ghazal
kyaa shahr me.n hai garmi-e-baazaar ke sivaa
sab ajnabii hai.n ek dil-e-zaar ke sivaa
Anwar Siddiqui
Ghazal
kuchh darja aur garmii-e-baazaar ho buland
dil bechiye ki zauq-e-KHariidaar ho buland
Arshad Jamal Hashmi
Ghazal
us garmii-e-baazaar se ba.Dh kar nahii.n kuchh bhii
sach jaaniye dukkaan ke andar nahii.n kuchh bhii
Partav Rohila
Ghazal
husn kii kam na hu.ii garmii-e-baazaar hanuuz
naqd-e-jaan tak liye phirte hai.n KHariidaar hanuuz
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
misr me.n husn kii vo garmi-e-baazaar kahaa.n
jins to hai pe zuleKHaa saa KHariidaar kahaa.n