SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवालों"
Ghazal MATCHES FOR "हवालों"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ahl-e-ulfat ke havaalo.n pe ha.nsii aatii hai
lailaa majnuu.n kii misaalo.n pe ha.nsii aatii hai
Sudarshan Faakir
Ghazal
zikr jab hogaa mohabbat me.n tabaahii kaa kahii.n
yaad ham aa.e.nge duniyaa ko havaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Ghazal
a.ndherii shab ke havaalo.n me.n us ko rakkhaa hai
jo saare shahr kii nii.nde.n u.Daa ke soyaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
ai na.ii dost mai.n bharpuur hu.aa huu.n teraa
mere maazii ke havaalo.n se pareshaan na ho
Wasi Shah
Ghazal
bevafaa KHayaalo.n se zaKHm ke havaalo.n se
kyaa savaal kartii phir vo hasiin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
yaad aa.e.nge zamaane ko misaalo.n ke liye
jaise bosiida kitaabe.n ho.n havaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
kaar-e-hunar sa.nvaarne vaalo.n me.n aa.egaa
jab bhii hamaaraa naam havaalo.n me.n aa.egaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
mere qaatil mire dildaar masiihaa mere
zaKHm-o-marham ke havaalo.n me.n mire paas raho
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
Sarwar Arman
Ghazal
idhar udhar ke havaalo.n se mat Daraa.o mujhe
sa.Dak pe aa.o samundar me.n aazmaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
Afroz Rizvi
Ghazal
ek suuraj ne mujhe chaa.nd kaa rutba baKHshaa
varna hotii mai.n kitaabo.n ke havaalo.n me.n kahii.n
Rehana Qamar
Ghazal
kis tarah maan luu.n mai.n us kii nisaabii baate.n
us kaa mauqif hai kitaabo.n ke havaalo.n jaisaa