SEARCH RESULTS
Showing search results for "हारना"
Ghazal MATCHES FOR "हारना"
Ghazal
abhii to terii tabii.at ko jiitne ke liye
dil o nigaah kii sharte.n bhii haarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
haarnaa din kaa hai manzuur magar jaan-e-aziiz
ham se gesuu tire haare nahii.n dekhe jaate
Farhat Shahzad
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ki adaa-e-yaar pe munhasir mirii chaal thii
kahii.n jiitnaa kahii.n haarnaa mujhe aa gayaa
Iqbal Kausar
Ghazal
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
har nazar par haarnaa dil sau dafa
aisii pyaarii ab vo hai.n maate.n kahaa.n
Mirza Hasan Nasir
Ghazal
dard-o-Gam sahne kii aadat is qadar puKHta hu.ii
haarnaa aaKHir hamaaraa mashGala bantaa gayaa
Zubair Farooq
Ghazal
mai.n hii thaa apne muqaabil KHvaahisho.n kii Dor me.n
haarnaa mushkil lagaa so jiit hii tasliim kii
Aurang zeb
Ghazal
haarnaa bhii hai yaqiinii pe mirii fitrat hai
ek hii chaal hamesha nahii.n dohraa saktaa
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
'tashna' tuu mushkilaat se himmat na haarnaa
be-shak KHudaa-e-paak ba.Daa mehrbaan hai
Tashna Azmi
Ghazal
apnaa har ik usuul mujhe haarnaa pa.Daa
thii jiit hii fuzuul mujhe haarnaa pa.Daa
Moheet Ismaeel
Ghazal
haarnaa himmat daliil-e-kaamyaabii se hai duur
kaam le tadbiir se phir KHuubi-e-taqdiir dekh
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
sau baar us se la.D ke bhii har baar haarnaa
baazii ho ishq kii to mire yaar haarnaa