SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिजाब-ए-तकल्लुफ़"
Ghazal MATCHES FOR "हिजाब-ए-तकल्लुफ़"
Ghazal
dil kii taraf hijaab-e-takalluf uThaa ke dekh
aa.iina dekh aur zaraa muskuraa ke dekh
Fani Badayuni
Ghazal
Hijab Abbasi
Ghazal
'hijaab' ahl-e-junuu.n me.n shumaar hone kii
asaas izzat-e-saadaat tho.Dii hotii hai
Hijab Abbasi
Ghazal
Hijab Abbasi
Ghazal
haal-e-hijaab qaabil-e-sharh-o-bayaa.n nahii.n
aa.nsuu na Tapke sun ke ye vo daastaa.n nahii.n
Munni Bai Hijab
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
Shahjahan Jafri Hijab Amrohvi
Ghazal
hai sau adaa.o.n se uryaa.n fareb-e-ra.ng-e-anaa
barahna hotii hai lekin hijaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
hijaab-e-ruKH-e-yaar the aap hii ham
khulii aa.nkh jab ko.ii pardaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mai.n hijaab-e-gumaa.n tuu hijaab-e-yaqii.n
likh mirii ruuh par iztiraab-e-yaqii.n
Naseer Parwaz
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
kitaab-e-ruKH hai hijaab-e-taqdiis-e-husn-e-jaanaa.n
ye raaz kaisaa mazaaq-e-diidaar par khilaa hai
Saba Naqvi
Ghazal
jamaal-e-yaar ko parde kii ehtiyaaj nahii.n
ye KHud hijaab-e-ruKH-e-be-naqaab hotaa hai
Akmal Jalandhari
Ghazal
hijaab-e-ra.ng-o-buu hai aur mai.n huu.n
ye dhokaa thaa ki tuu hai aur mai.n huu.n