SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिज्र-ए-यार"
Ghazal MATCHES FOR "हिज्र-ए-यार"
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n ki haal hai kyaa hijr-e-yaar me.n
dil iKHtiyaar me.n na jigar iKHtiyaar me.n
Nashtar Chaprawi
Ghazal
ghabraa ke jaan dii ho agar hijr-e-yaar me.n
allaah do gha.Dii bhii na de sukh faraar me.n
Raft Bahraichi
Ghazal
Gam-e-jahaan hu.aa yaa vo hijr-e-yaar hu.aa
na puuchh daaman-e-dil kaise taartaar hu.aa
Nasreen Syed
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa parda uThaa diyaa
KHud ba.Dh ke ishq ne mujhe meraa pataa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa mausam nikal gayaa
ai dard-e-ishq jaag zamaana badal gayaa
Shahab Jafri
Ghazal
jannat kii ko.ii huur hai yaa nuur-e-KHudaa hai
vo husn magar paikar-e-insaan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n naqsh-e-hijr-e-yaar huu.n shab kii fasiil par
jaltaa hu.aa charaaG banaayaa gayaa mujhe
Ahmad Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fursat hame.n milii na Gam-e-hijr-e-yaar se
saamaan-e-imbisaat muhayyaa na kar sake
Saqib Azimabadi
Ghazal
abhii na chhe.D mire dil ke taar rahne de
abhii sukuu.n se Gam-e-hijr-e-yaar rahne de
Mujeeb Shehzar
Ghazal
ai mausam-e-visaal palaT aa mirii taraf
ehsaas-e-hijr-e-yaar mire dil pe baar hai
Abdussamad Khateeb
Ghazal
yaar mujh ko dekh zaa ronaa to un saa hijr me.n
mushfiqaana kuchh nasiihat jabki farmaane lage