SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिफ़्ज़-ए-मरातिब"
Ghazal MATCHES FOR "हिफ़्ज़-ए-मरातिब"
Ghazal
saaqiyaa hifz-e-maraatib kaa zaraa dhyaan rahe
aisaa lagtaa hai ki me.aar se kam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
har samt shor-e-banda o saahib hai shahr me.n
kyaa ahd-e-talKH hifz-e-maraatib hai shahr me.n
Zafar Ajmi
Ghazal
KHud qaatil-e-aqdaar-e-sharaafat hai zamaana
ilzaam hai mai.n hifz-e-maraatib nahii.n samjhaa
Azhar Inayati
Ghazal
saaqii ne aaj farq-e-maraatib miTaa diyaa
jaage sharaab-KHaane kii qismat KHudaa kare
Riyaz Qasid
Ghazal
in bastiyo.n pe us kii navaazish bahut hu.ii
lekin ye kaam hasb-e-maraatib nahii.n hu.aa
Shahabuddin Saqib
Ghazal
kuchh bhii to yahaa.n hasb-e-maraatib nahii.n lagtaa
aur shikva-e-haalaat munaasib nahii.n lagtaa
Pinhaan
Ghazal
muKHaalif ko tire kyuu.nkar bulandii-e-maraatib ho
baGaavat se natiija us kaa pastii hai guruu-naanak
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
roGan na safedii na marammat se milegaa
ik paas-e-maraatib ki gayaa sab ke makaa.n se
seemab zafar
Ghazal
kahnii pa.Dtii hai Gazal hasb-e-maraatib us ke
qaafiya roz nayaa harf-e-ravii maa.nge hai
Naeem Sahil
Ghazal
udhar naqaab-e-maraatib idhar hijaab-e-anaa
ye faasle hai.n mulaaqaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
hifz-e-naamuus-e-mohabbat ke liye diivaane
apne dil me.n liye marne kii lagan uTThe hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Quaiser Khalid
Ghazal
harakat lab-o-abruu kii bhii rakhtaa thaa nazar me.n
aamaada-e-tasKHiir-e-mataalib bhii nahii.n thaa
Yawar Warsi
Ghazal
hazaar paas-e-maraatib kaa qaht ho 'shaadaab'
rahaa hai farq jo zer-o-zabar me.n rakkhaa jaa.e