SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुवैदा"
Ghazal MATCHES FOR "हुवैदा"
Ghazal
jo tiirgii me.n huvaidaa ho qalb-e-insaa.n se
ziyaa-navaaz vo sho.ala hai tiirgii ke liye
Zehra Nigaah
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
ham bhii bah jaa.e.n na jazbaat ke dhaare me.n kahii.n
husn ko apne kisii taur huvaidaa na kare.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
ham sab asiir-e-dasht-e-huvaidaa hai.n dosto
ham me.n ko.ii kisii ko kisii kaa pataa na de
Aslam Ansari
Ghazal
ye haal hu.aa us ke faqiiro.n se huvaidaa
aaluuda-e-duniyaa jo hai begaana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ghuTii dilo.n kii mohabbat to shahr ba.Dhne lagaa
miTe jo ghar to huvaidaa hu.e makaa.n kyaa kyaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aa.iina aks aur pas-e-aa.iina bhii mast
poshiida mast-e-KHvaab huvaidaa bhii mast mast
Javed Saba
Ghazal
chaaragar kis kaam kii baKHiya-garii terii ki ab
aur bhii chaak-e-jigar meraa huvaidaa ho gayaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
vo gard-baad ki dil kii zabaa.n kaa zaa.iqa hai
nazar-ufuq pe huvaidaa hu.aa na sar me.n rahaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
hijr ke baadal chhaTe to vasl kii taqviim me.n
dil huvaidaa ho rahaa hai gulsitaanii rang kaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
terii hii shaan-e-kul huvaidaa hai
banda kahtaa hai kyuu.n kidhar hai tuu
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
hikmat-e-aadam se hai raushan shabistaan-e-jahaa.n
nafs-e-maqsad hai huvaidaa KHaaliq-e-taqdiir kaa
Bebak Bhojpuri
Ghazal
Dartaa nahii.n jo dil me.n ho dushman ke lagaa.e
un par ye huvaidaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
jalva thaa tiraa aag me.n har lahza huvaidaa
varna mujhe jal marne kaa armaa.n to nahii.n thaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
aasaar-e-marg mujh me.n huvaidaa hu.e magar
jab paas se ga.e mire sab aashnaa sarak