SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-अदा"
Ghazal MATCHES FOR "हुस्न-ए-अदा"
Ghazal
adaa-e-husn kii husn-e-adaa kii baat hotii hai
vafaa kii aazmaa.ish par jafaa kii baat hotii hai
Rishi Patialvi
Ghazal
baaqii na rahe saakh 'adaa' dasht-e-junuu.n kii
dil me.n agar andesha-e-anjaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
hai ab bhii rang ra.ng-e-tamannaa kaa pairahan
KHvaabo.n ke saath ab bhii vahii husn-e-zan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa phir kisii ne qarz-e-muravvat adaa kiyaa
kyuu.n aa.nkh be-savaal hai dil phir dukhaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
jis dar se dil ko zauq-e-ibaadat ataa hu.aa
us aastaan-e-shauq pe sajda ravaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
andesha bas itnaa hii rahaa dasht-e-talab me.n
bhar aa.e kahii.n aa.nkh 'adaa' tishna-labii se
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
aa.ndhii me.n barg-e-gul kii zabaa.n se 'adaa' hu.aa
vo raaz jo kisii se abhii tak kahaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
mirii talab kii ye me'raaj hai ki 'ijz 'adaa'
jidhar se guzruu.n vahii ek rahguzaar mile