SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ओ-ख़ूबी"
Ghazal MATCHES FOR "हुस्न-ओ-ख़ूबी"
Ghazal
ai sham.a-e-husn-o-KHuubii dil hai vahii hamaaraa
mahfil me.n aap jis ko parvaana jaante hai.n
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
na kuchh husn o KHuubii me.n farq aayaa hogaa
ye daulat luTaa.ii na hogii to hogii
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
husn-o-KHuubii se jo chalte hai.n razaa-e-haq par
hai.n vahii log jinhe.n dono.n jahaa.n milte hai.n
Azeez Moradabadi
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
vaziifa hai tire husn-o-adaa-o-Gamze kaa
kisii bashar kii zabaa.n par kisii kaa naam nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
kyaa ho gayaa hai gardish-e-dauraa.n tuu hii bataa
husn-o-jamaal-e-shaam-o-sahar kaun le gayaa
Habab Hashmi
Ghazal
paa.inda husn-o-ziinat-e-baaG-e-jahaa.n nahii.n
vo kaun sii bahaar hai jis ko KHizaa.n nahii.n
Arman Rampuri
Ghazal
Tauheed Zeb
Ghazal
nahii.n bahaar ko fursat na ho bahaar to hai
taraavat-e-chaman o KHuubii-e-havaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhne aa.e the ham naaz-o-niyaaz-e-husn-o-ishq
varna marnaa aur jiinaa ye bhii ko.ii kaam thaa
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
chhup-chhup ke jab dikhaate ho husn-o-adaa-o-naaz
parde se phir nikaalte kyo.n apnaa sar nahii.n
Sanjar Ghazipuri
Ghazal
mai.n aur niyaaz-mandii-e-dargaah-e-husn-o-ishq
ai dost jo hu.aa tirii imdaad se hu.aa
Saqib Rampuri
Ghazal
dil atiyya kahii.n kartaa to pareshaa.n hogaa
KHair o KHuubii se hii hogaa vo jahaa.n bhii hogaa