SEARCH RESULTS
Showing search results for ".agfb"
Ghazal MATCHES FOR ".agfb"
Ghazal
bedaar kar ke tere badan kii KHud-aagahii
tere badan kii umr ghaTaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
achchhii bhalii thii duniyaa guzaare ke vaaste
uljhe hu.e hai.n apnii hii KHud-aagahii se ham
Nida Fazli
Ghazal
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aashob-e-aagahii kii shab-e-be-kanaar me.n
tere liye 'jamiil' ko.ii sochtaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
KHudaa ne kyuu.n dil-e-dard-aashnaa diyaa hai mujhe
is aagahii ne to paagal banaa diyaa hai mujhe
Saqi Amrohvi
Ghazal
aagaah huu.n mai.n manzil-e-maqsuud se magar
kis samt jaa rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer nayab
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hasrat hai is ke dekhne kii dil me.n be-qayaas
aGlab ki merii aa.nkhe.n rahe.n baaz mere ba.ad