SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ajrt"
Ghazal MATCHES FOR ".ajrt"
Ghazal
umr bhar sach hii kahaa sach ke sivaa kuchh na kahaa
ajr kyaa is kaa milegaa ye na sochaa ham ne
Shahryar
Ghazal
kyaa phir yuu.nhii dii jaa.egii ujrat pe gavaahii
kyaa terii sazaa ab ke bhii paa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ujrat-e-ishq vafaa hai to ham aise mazduur
kuchh bhii kar le.nge ye mehnat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
taa-umr vahii kaar-e-ziyaa.n ishq rahaa yaad
haalaa.nki ye ma.aluum thaa ujrat na milegii
Pirzada Qasim
Ghazal
mirii vafaa.o.n kii ujrat tumhaarii jaan me.n hai
mire hisaab se ye KHuu.n-bahaa ziyaada hai
Mehshar Afridi
Ghazal
dil kabhii KHvaab ke piichhe kabhii duniyaa kii taraf
ek ne ajr diyaa ek ne ujrat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Ghazal
tuu saraapaa ajr ai zaahid mai.n sar-taa-paa gunaah
baaG-e-jannat terii KHaatir karbalaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
azaab-e-gard-e-KHizaa.n bhii na ho bahaar bhii aa.e
is ehtiyaat se ajr-e-vafaa na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
paraa.ii aag ko ghar me.n uThaa ke le aayaa
ye kaam dil ne baGair ujrat o KHasaara kiyaa
Jamal Ehsani
Ghazal
is me.n bhii ajr hai nihaa.n naflii namaaz kaa
masjid me.n bhiik maa.ngte saa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
ye to ma.aluum hai marne pe milegii ujrat
kaar-e-fankaar hai tasviir banaate rahnaa