SEARCH RESULTS
Showing search results for ".btit"
Ghazal MATCHES FOR ".btit"
Ghazal
be-naam saa ye dard Thahar kyuu.n nahii.n jaataa
jo biit gayaa hai vo guzar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
umre.n biit jaatii hai.n dil ko dil banaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
kyaa biit ga.ii ab ke 'faraaz' ahl-e-chaman par
yaaraan-e-qafas mujh ko sadaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
shaayad apnaa bhii ko.ii bait hudii-KHvaa.n ban kar
saath jaa.egaa mire yaar jidhar jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na shab ko chaa.nd hii achchhaa na din ko mehr achchhaa
ye ham pe biit rahii hai.n qayaamate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
muddate.n biit ga.ii.n KHvaab suhaanaa dekhe
jaagtaa rahtaa hai har nii.nd me.n bistar meraa
Nida Fazli
Ghazal
kitaab baab Gazal she'r bait lafz huruuf
KHafiif raqs se dil par ubhaare mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa biit ga.ii din ke safar me.n
vo muntazir-e-shaam sar-e-shaam na aayaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
shor thame to shaayad sadiyaa.n biit chukii hai.n
ab tak lekin sahmaa sahmaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
tum se bichh.De dil ko uj.De barso.n biit ga.e
aa.nkho.n kaa ye haal hai ab tak kal kii baat lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
tum pe kyaa biit ga.ii kuchh to bataa.o yaaro
mai.n ko.ii Gair nahii.n huu.n ki chhupaa.o yaaro