SEARCH RESULTS
Showing search results for ".cbwe"
Ghazal MATCHES FOR ".cbwe"
Ghazal
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaav-kaave mizha-e-yaar o dil-e-zaar-o-nazaar
guth ga.e aise shitaabii ki chhu.Daayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kavve malhaar gaa.e.n ki ulluu bhajan sunaa.e.n
jab gulistaa.n me.n shor-e-anaadil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
mire kis kaam ke hai.n ab ye kavve aur kabuutar
abas barbaad ghar kii chaar-diivaarii kare.nge
Mohsin Asrar
Ghazal
naqsh us kaa bhii kiyaa daur-e-falak ne baatil
thii jo kaave ke alam se ba.ndhii iqbaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Afzaal Firdaus
Ghazal
noch kar mere paro.n ko kar diyaa hai DanD-manD
ab na qavve hai na mujh me.n taaqat-e-parvaaz hai
Boom Merathi
Ghazal
ham hai.n ausaaf pe me.aar parakhne vaale
is liye kavve ko surKHaab nahii.n kah sakte
Haseebul Hasan
Ghazal
qubaa-e-zard-o-surKH kaa ye imtizaaj al-amaa.n
jamaal ko vo le gayaa pare had-e-kamaal tak
Azeem Haider Syed
Ghazal
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
kaun aa.egaa mirii dahliiz pe barso.n ke ba.ad
aaj ham phir kho ga.e kavve ke kaa.nv kaa.nv me.n
Ejaaz Talib
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kaale kavve to bahut jhuuTii KHabar dete hai.n
to kabuutar ko.ii paiGaam-rasaa paal safed
Hina Ambareen
Ghazal
kartaa huu.n iizaa-e-tanhaa.ii kii tadbiire.n bahut
kaav-kaave imtihaa.n letii hai har tadbiir kaa
Ain Seen
Ghazal
bulbule.n hai be-surii KHabre.n ye kis ne hai.n ga.Dhii
kis ne kavve ko diyaa hai martaba fankaar kaa
Sada Ambalvi
Ghazal
merii duniyaa me.n faqat tum ho tumhaare Gam hai.n
jaise kavve kii kahaanii me.n hai.n kankar paanii
Mujtaba Shahroz
Ghazal
Lutfullah Khan Nazmi
Ghazal
aap kii bastii me.n jab bahrii samaa'at ho ga.ii
koyale.n guu.ngii hu.ii.n kavve suriile ho ga.e
Ratan Kumar Ratan
Ghazal
chiil kavve to bahut dekhe tirii bastii me.n
amn kaa ko.ii kabuutar nahii.n dekhaa ham ne