SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ektq"
Ghazal MATCHES FOR ".ektq"
Ghazal
ye dard kii tanhaa.iyaa.n ye dasht kaa viiraa.n safar
ham log to uktaa ga.e apnii sunaa aavaargii
Mohsin Naqvi
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
taj diyaa tum ne dar-e-yaar bhii uktaa ke 'faraaz'
ab kahaa.n Dhuu.nDhne Gam-KHvaar tumhaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ab har shaKHs se uktaa chukaa huu.n
faqat kuchh dost hai.n aur dost bhii kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
KHaamoshi-e-hayaat se uktaa gayaa huu.n mai.n
ab chaahe dil hii TuuTe sadaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
do lab aqiiq guhar pankhu.Dii sharaab-e-kuhan
laziiz narm mulaa.im shariir bhiigii kalii
Shahzad Qais
Ghazal
yahii aqiiq the shaaho.n ke taaj kii ziinat
jo u.ngliyo.n me.n madaarii pahan ke aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
Mohammad Alvi
Ghazal
dil hii to hai uThaa.e kahaa.n tak Gam-o-alam
mai.n roz ke malaal se uktaa ke pii gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Gam-e-jahaa.n se mai.n uktaa gayaa to kyaa hogaa
KHud apnii fikr me.n ghulne lagaa to kyaa hogaa
Jawad Sheikh
Ghazal
hastii ke daam-e-saKHt se uktaa gayaa hai kaun
kah do ki phir giraft me.n aa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
bahut uktaa gayaa hai be-sukuunii se vo apnii
samundar jhiil ke nazdiik aanaa chaahtaa hai
Humaira Rahat
Ghazal
adhuure KHvaabo.n se uktaa ke jis ko chho.D diyaa
shikan-nasiib vo bistar mirii talaash me.n hai