SEARCH RESULTS
Showing search results for ".eniv"
Ghazal MATCHES FOR ".eniv"
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ho jaa.egii jab tum se shanaasaa.ii zaraa aur
ba.Dh jaa.egii shaayad mirii tanhaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
vo mere haal pe royaa bhii muskuraayaa bhii
ajiib shaKHs hai apnaa bhii hai paraayaa bhii
Aanis Moin
Ghazal
ik karb-e-musalsal kii sazaa de.n to kise de.n
maqtal me.n hai.n jiine kii du.aa de.n to kise de.n
Aanis Moin
Ghazal
ye qarz to meraa hai chukaa.egaa ko.ii aur
dukh mujh ko hai aur niir bahaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
vo kuchh gahrii soch me.n aise Duub gayaa hai
baiThe baiThe nadii kinaare Duub gayaa hai
Aanis Moin
Ghazal
ye kahaa.n kii riit hai jaage ko.ii so.e ko.ii
raat sab kii hai to sab ko nii.nd aanii chaahiye
Madan Mohan Danish
Ghazal
dil aise mubtalaa hu.aa tere malaal me.n
zulfe.n safed ho ga.ii.n unniis saal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
KHayaal-e-KHaatir-e-ahbaab chaahiye har dam
'aniis' Thes na lag jaa.e aabgiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
be-'aniis' ab chaman-e-nazm hai viiraa.n ai 'shaad'
haa.e aisaa na ko.ii zamzama-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ye aur baat ki ra.ng-e-bahaar kam hogaa
na.ii ruto.n me.n daraKHto.n kaa baar kam hogaa
Aanis Moin
Ghazal
ik baat hai jo tujh ko bataanii hai zaruurii
par zehn me.n mere bhii to aanii hai zaruurii
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Darnaa hai to an-jaanii aavaaz se Darnaa
ye to 'aanis' dekhaa-bhaalaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
jiivan ko dukh dukh ko aag aur aag ko paanii kahte
bachche lekin so.e hu.e the kis se kahaanii kahte
Aanis Moin
Ghazal
zindagii kaa hii nahii.n Thor-Thikaana ma.aluum
maut to tai hai ki kis vaqt kahaa.n aanii hai