SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ewns"
Ghazal MATCHES FOR ".ewns"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
aa.ine se unhe.n kuchh uns nahii.n baat ye hai
chaahte hai.n ko.ii dekhaa kare suurat merii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aaseb-e-chashm-e-qahr-e-parii-tal.ataa.n nahii.n
ai uns ik nazar ki mai.n insaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
dushman-e-ahl-e-muravvat hai vo begaana-e-uns
shakl pariyo.n kii hai KHuu bhii nahii.n insaano.n kii
Hasrat Mohani
Ghazal
suufii ye sahv mahv hu.e sadd-e-baab-e-uns
kyaa imbisaat kaar-gah-e-hast-o-buud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
'vahshat' ko rahaa uns jo yuu.n fann-e-suKHan se
ye shaaKH-e-hunar phuultii-phaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
dil ko masjid se na mandir se hai uns
aise vahshii ko kahii.n bahlaa.e.n kyaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
buu-e-uns aatii hai 'haidar' KHaak-e-maTiyaa-burj se
jam.a hai.n ik jaa vatan-aavaargaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
ik jahaa.n mast-e-mohabbat hai ki har suu buu-e-uns
chhaa.ii hai un gesu.o.n kii nik.hat-e-barbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
kahlaa.e jis me.n rah ke hamesha kiraaya-daar
kyaa uns ho makiin ko aise makaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
raam ke raaj kii tasviir thii apnii dhartii
maslak-e-fikr-o-amal uns-o-vafaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
uns apne me.n kahii.n paayaa na begaane me.n thaa
kyaa nasha hai saaraa aalam ek paimaane me.n thaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
har ik ko hai ab uns usii but kii galii se
viiraan hu.ii.n masjide.n suune hai.n kaliise
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
ye lafz sunte hii mahbuub yaad aate hai.n
jabhii to uns hai is dil ko lafz-e-panjum se
Ibrahim Noori
Ghazal
mauquuf kab hai jinn-o-ins-o-malaa.ika par
taa.ir bhii naam lete hai.n sub.h-o-shaam teraa
Anisa Haroon Sharwaniya
Ghazal
sote nahii.n hai.n raat ko bhii ham to chain se
karte hai.n 'mehr' uns jo ik mah-laqaa se ham
Hatim Ali Mehr
Ghazal
yaa shaah-e-jinn-o-ins 'asar' par bhii ik nazar
rakhtaa hai aa.nkh aap kii imdaad kii taraf