SEARCH RESULTS
Showing search results for ".eysr"
Ghazal MATCHES FOR ".eysr"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
ishq afsurda nahii.n aaj bhii afsurda bahut
vahii kam kam asr-e-soz-e-nihaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
bahut hii saada hai tuu aur zamaana hai 'ayyaar
KHudaa kare ki tujhe shahr kii havaa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
sun kar lagii ye kahne vo ayyaar-e-naaznii.n
''kyaa bole.n chal hamaaraa to dil tujh se phaT gayaa''
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
har-chand 'daaG' ek hii ayyaar hai magar
dushman bhii to chhaTe hu.e saare jahaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
aql ayyaar hai sau bhes banaa letii hai
ishq bechaara na mullaa hai na zaahid na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
ye asr-e-nau kii chitaa.o.n me.n aag kaisii hai
ki ruuh raakh hu.ii aur badan jalaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
sune na saaqi-e-mehvash to aur bhii achchhaa
ayaar-e-garmii-e-sohbat hai harf-e-maazuurii