SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fano"
Ghazal MATCHES FOR ".fano"
Ghazal
falsafa ishq kaa asraar fan-o-hikmat ke
KHaanqaaho.n se pa.Dhe.n siina-ba-siina siikhe.n
Shahid Mahuli
Ghazal
aaj bhii ilm-o-fan-o-sher-o-adab hai.n paamaal
baa-kamaalo.n ko milaa kuchh na ihaanat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
pesh jaatii nahii.n yuu.n bhii mirii us se har-chand
sharr-o-makr-o-fan-o-tazviir kiye jaataa huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
diije phir aab-e-diida-e-tar se hayaat-e-nau
fann-o-adab ke sabza-e-nau-paa.emaal ko
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
havaa ne zor to apnaa lagaa liyaa lekin
bujhaa na paa.ii charaaG-e-fan-o-hunar meraa
iqraar mustafa
Ghazal
unvaa.n to bahut fann-o-adab ke hu.e saaqib
ai bazm-e-suKHan terii zaruurat nahii.n jaatii
Saqib Azimabadi
Ghazal
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
saahab-e-ilm-o-fan-o-fikr-o-nazar hai 'at.har'
rabt-e-baaham magar is daur ke insaa.n me.n nahii.n
Athar Ziai
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
ab us kaa fan to kisii aur se hu.aa mansuub
mai.n kis kii nazm akele me.n gungunaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa