SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fano"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".fano"
Ghazal
falsafa ishq kaa asraar fan-o-hikmat ke
KHaanqaaho.n se pa.Dhe.n siina-ba-siina siikhe.n
Shahid Mahuli
Nazm
dilli
dillii ki is jahaa.n me.n aziim-o-qadiim hai
ilm-o-fan-o-hunar kii sadaa se na.iim hai
Gulzar Dehlvi
Ghazal
aaj bhii ilm-o-fan-o-sher-o-adab hai.n paamaal
baa-kamaalo.n ko milaa kuchh na ihaanat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
pesh jaatii nahii.n yuu.n bhii mirii us se har-chand
sharr-o-makr-o-fan-o-tazviir kiye jaataa huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Kulliyat
ye dilbarii ke fann-o-fareb itnii umr me.n
jhu.njhlaahaT ab to aave hai us ke siyaan par
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR ".fano"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".fano"
Kulliyat
ham mehr-varz kyuu.nkar KHaalii ho.n aarzuu se
sheva yahii tamanna fann-o-shi.aar KHvaahish
Meer Taqi Meer
Ghazal
diije phir aab-e-diida-e-tar se hayaat-e-nau
fann-o-adab ke sabza-e-nau-paa.emaal ko
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
havaa ne zor to apnaa lagaa liyaa lekin
bujhaa na paa.ii charaaG-e-fan-o-hunar meraa
iqraar mustafa
Ghazal
unvaa.n to bahut fann-o-adab ke hu.e saaqib
ai bazm-e-suKHan terii zaruurat nahii.n jaatii
Saqib Azimabadi
Ghazal
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
saahab-e-ilm-o-fan-o-fikr-o-nazar hai 'at.har'
rabt-e-baaham magar is daur ke insaa.n me.n nahii.n
Athar Ziai
Ghazal
partav-e-KHur se hai shabnam ko fanaa kii ta.aliim
mai.n bhii huu.n ek inaayat kii nazar hote tak